Show Keyboard
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z
171    da capo (adverb)
آد سے۔ شروع سے۔ پرتھم سے۔ نئے سرے سے۔ از سر نو
172    dab (Noun)
    1. a gentle blow with the hand
دھپ۔ دھپا۔ تھپکی۔ دھول۔ تھپڑ۔ چانٹا۔ چٹیکن۔ تمانچہ
    2. a skilful hand
سگھڑ۔ چتر۔ چالاک۔ ہنرمند۔ کاری گر۔ استاد
    He is a dab at it.
وہ اس میں استاد ہے
173    dab (verb active)
    1. strike gently, as with a soft or moist substance
چپڑنا۔ لگانا۔ پچارا پھیرنا۔ پوتنا۔ پوتا پھیرنا۔ لھیسنا
    2. slap
تھپکی دینا۔ گدی بھاننا۔ تھپڑ مارنا۔ چپت یا تمانچہ ٹکانا
174    dabble (verb active)
گیلا کرنا۔ ذرا ڈبانا۔ بھگونا۔ تر کرنا۔ نم کرنا۔ چھڑکنا۔ پانی میں غوطہ دینا۔ ڈوبنا۔ ڈوبا دینا۔ مرکونا۔ چپڑنا
    I dabbled the wound with oil of turpentine. (Wiseman)
میں نے گھاؤ پہ تارپین کا تیل چپڑ دیا
175    dabble (verb)
    1. splash
چھپ چھپ کرنا۔ چھینٹم چھاٹا کھیلنا۔ پانی یا کیچڑ میں کھیلنا۔ چھینٹیں اڑانا۔ چھینٹوں سے کھیلنا
    2. work in a slight or superficial manner
سرسری طور پر کرنا۔ سریری پھیرنا۔ کبھی کبھی کرنا۔ اوپری طور سے کرنا
176    dabbler (Noun)
    a superficial dabbler
عطائی۔ سیکھتڑ۔ اناڑی۔ نیم حکیم۔ نیم ٹر۔ کچا۔ بے استادا۔ نگرا
177    dabchick, didapper (Noun)
بطخ۔ مرغابی
178    dace (Noun)
چاندی سی جھلکتی مچھلی
179    dacoit (adjective)
ڈاکو۔ رہزن۔ قزاق۔ ڈکیت
180    dacoity (Noun)
ڈکیتی۔ قزاقی۔ ڈاکہ ڈالنا
 

Pages

Comments

Surat Fatiha:
ALLAH k Gazab se bachati hai.

Surat Yasin:
Qayamat k din Piyas se.

Surat Wakia:
Fikar aur Faqey se.

Surat Mulk:
Azab-e-Qabar se.

Surat Kusar:
Dushmanon ki Dushmani se.

Surat Ikhlas:
Munafiqat se.

Surat Falak:
Hadsoon se.

Surat Naas:
Waswasoon se Bachati hai.

Plz Keep it in ur MIND. God Bless u.

Asslam-o-Alaikum!

This is Adeel Ahmed. I am NEW here.

woh ye keh kar chali gayi ke hum 5 din bad milenge FARAZ,
rahkeeb ka behra zharak ho jo us se ye keh giya k
zindagi to 4 din ki hoti hain,,,,,

Rat KattI Rhi Chand Dhalta Rha
Aatish-e-Hijar mein koi jalta Rha
Ghar ki Tanhiyan Dil ko Dasti Rahein
Koi Bechain Karwat Badalta Rha
Aas-o-Umeed ki Shamma Roshan Rhi
Ghar ki Dehleez Ko Koi Takta Rha
Rat bhar Chandni Gungunati Rhi
Rat Bhar Koi Tanha Sisakta Rha
Ashk Palkoon Pe aa k Bikharte Rhe
Naam Lab pe Kisi ka Larzta Rha
Aj Phir Rat Basar Ho Hi Gai
Aj Phr Koi khud Se Olajhta Rha.

FARHAn
03006855595

Jab Dor Ufq Pe LAli ho....
Jab Sham Udasi Wali ho...
Jb Zabt ka Bandhan Tota ho..
Jb aas ka Daman Chhuta ho...
Jb Darshan piyas Bujhatay hon..
Jb Musam Geet Sunatay hon...
Jb kaan Hon Tarsy Baton ko...
Jb Neend Na Aey Rato ko...
Jb Ankhon mein Jagratay hon...
Jb apnay Dard Staty Hon...

Tb Yaad Bahot Tum Atay Ho..
Tb Yaad Bahot Tum Atay Ho..

Koi Suraj jagay meri Dharti pe
Kuch Esa ho ye Rat Dhalay
Koi Hath mein Thame Hath mera
Koi Lay kr mujh ko Sath chalay
Koi Bethay mere Pahlu mein
Mere Shanay per Hath Dhare
aansu Poonch kr Ankhon se
Ruke Ruke Lehjay mein kahay
Youn Tanha Safar Kbhi Kat'ta Nhi
Chalo hum Tumhare Sath chalein.

FaRhaN
03006855595

every body slaam
who is Aros
msg me plz
on my mobile

salaM o aadaB
uN saB dostO kE liyE jO loG intI achI achI shayirI
liK teH haiN kitnI khubsurtI haiN uN kE sochO maiN kitnI gehrahI or pagalpaN
haiN /
mujE shoK nahI tI oR naH hI kabI ahtifaQ tha baS aaP logO nE mujE sochO kA aadI banA diyA .
baI waH mazA agiyA
kumA
oR hA mazaraT kE saT eK oR baaT ,mujE iS nazaM kI talasH haI kiyA aaP merI madaD kareN gaaY,mujE yE nazaM chaiyE ...aJ bI haiN merE kadmO kE nishA awaarA.
yaaD sE plZ

Abhi is Taraf na Nigha kr
Mian "Ghazal" ki Palkein Sanwar lon,
Mera Lafz Lafz ho aaina
Tujhe aainay mein utar lon.
Main tamam Shab ka thaka hua
Tu Tamam Shab ki Jagi hoi,
Zara Thehr ja isi mor par
Tere Sath shaam Guzaar lon.
Agr aasman ki numaishon mein mujhe bhi uzn-e-qyam ho
To main Motiyon ki Dukan se Teri Baliyan tere haar lon.
Kuch ajnabi Tere Shehr k Mere pas se yon Guzar Gaye,
Unhein Dekh kr Ye Tarap hoi, Tera Naam le kr Pukaar lon.

FARhaN MehBoOb

Osey kehna Muhabbat hum se krni hai To phir Wada nhi krna
Ye Waaday hum Ne Dekhay hain k aksar Toot jatay hain,

Muhabbat hum se krni hai to Phir Zid Bhi nhi krni
Ye Zid bhi hum Ne Dekhi hai K sathi Choot Jatay hain,

Muhabbat hum se krni hai To Phir Tohfa Nahi Dena
Ye Tohfay hum Ne Dekhay hain, Baht Majboor krte hain,

Muhabbat hum se krni hai to Phir Shikwa Nhi karna
Ye Sikhway hum Ne Dekhay hain Dilo ko Door Krte hain.

"Muhabbat Hum Se krni hai toooooo ".

FaRhAn

Pages