27 Jun 2009

Barishein Nahi Ruktin

Submitted by biahabib

My Most Favorite Poem

Barishon ke mausam main

tum ko yad karny ki
aadtien purani hain

ab ki bar socha ha

aadtein badal daalein

phr khayal aaya ke

aadtein badlny se

Barishein nahi ruktin.