27 Jun 2009

lipta ha

Submitted by biahabib

Lipta ha mery dil se kisi raz ki soorat
wo shaks ke jis ko mera hona bhi nahi ha

ye ishq-o-mohabat ki rawayat bhi ajab ha
pana bhi nahi ha usy khona bhi nahi ha